Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Alphabatically ....Asha`ar likhein

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

    Alif ".


    Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab
    Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin
    Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

    Comment


    • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

      bey

      Band zehnoun mein sisakta hai khayalon ka hujoom
      Cheekh ban jati hai khultey howey dard ki soorat
      Tum Ko Jab Bojh Lagey "saath" To Bataa Dena

      Mein Chup Chaap Mohabbat Se Mukar Jaon Ga !!

      Comment


      • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

        patta patta boota bootaaa haal hamara jaanay hai
        jaanay na jaanay Gull hee na jaaanay baagh tu saara janay hai

        Comment


        • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

          Tay

          Tu meri dua'on ma shamil hai is tarah
          phoolo ma hoti hai khushbo jis tarah
          khuda teri zindagi ma itni khushya day
          zameen per hoti hai barish jis tarah

          Comment


          • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

            "say"

            Saboot-e-ishtiaq-e-hamrahi laao tou aao
            Wisal-e-zaat say bahar nikal paoo tou aao
            sigpic

            Comment


            • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

              Jeem

              janay kion raaton ko jaagna ab acha lagta hai
              jo aa ker hum say jhoot kahay wohi sacha lagta hai
              os say milnay kay liay machalta ha baar baar
              dil humain apna ek rotha hoa bacha lagta hai

              Comment


              • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

                چ سے



                چاند کے ساتھ کئ درد پرانے نکلے
                کتنے غم تھے جو تیرے غم کے بہانے نکلے
                فصلِ گل آئی پھر اِک بار اسیرانِ وفا
                اپنے ہی خون کے دریا میں نہانے نکلے
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

                  :rose
                  Attached Files

                  Comment


                  • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

                    خیالِ ترکِ تمنا نہ کر سکے تو بھی
                    اُداسیوں کا مداوا نہ کر سکے تو بھی
                    تجھے یہ غم کہ میری زندگی کا کیا ہو گا
                    مجھے یہ ضد کہ مداوا نہ کر سکے تو بھی
                    نہ کر خیالِ تلافی کہ میرا زخمِ وفا
                    وہ زخم ہے جسے اچھا نہ کر سکے تو بھی
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

                      dard say sanwari ha rooh zindagi hum nay
                      dard ko na raas aai zindagi to kiya hoa
                      Last edited by cleopatra; 10 September 2011, 23:18.

                      Comment


                      • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

                        آنکھیں اُداس، روح پریشاں، دِل نڈھال
                        برپا ہوئی ہے ایک قیامت کہاں کہاں
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

                          raat kiya gai sitaary chaly gay
                          ghairo say kiya gila jab apny chaly gay
                          jeet to sakty thy ishq ki baazi ma hum bhi
                          per tumhain jeetanay ky liay haarty hi chaly gay

                          Comment


                          • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

                            زخمِ تنہائی میں خوشبوۓ حنا کس کی تھی
                            سایہ دیوار پہ میرا تھا صدا کس کی تھی
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

                              Samjha do apni yaadon ko wo bin bulay paas aaya kerti hain
                              Aaap to dour rah ker satatay ho mager vo pas aa ker rulaya kerti hain

                              Comment


                              • Re: Alphabatically ....Asha`ar likhein

                                شمع جلاۓ رکھنا جب تک کہ میں نہ آؤں
                                خود کو بچاۓ رکھنا جب تک کہ میں نہ آؤں
                                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                                Comment

                                Working...
                                X